You are here: Home > Victory > Mazaa Aa Gaya

navrasas

   Search Movie Lyrics :   A     B     C     D     E     F     G     H     I     J     K     L     M     N     O     P     Q     R     S     T     U     V     W     X     Y     Z     #       

      Request for Lyrics
      Submit Your Lyrics

Search this site :

Custom Search

Mazaa Aa Gaya


Bookmark and Share

Singers: Sonu Nigam, Suresh Wadlar, Sudesh Bhosle, Altaaf Raja, Sumitra Iyyer, Mahalaxmi Iyer
Lyrics : Syed Gulrez 


 

 

sapna sachchaa hogaya, hogaya hogaya
sab kuch achchhaa hogaya, hogaya hogaya
indian cricket team mein, apna bachchaa hogaya
(hogaya hogaya hogaya hogaya hogaya hogaya, hogaya...) - 2
mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya..
mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya.. mazaa aa gaya...
(mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya) - 2
khabar kya sunaai, khabar kya sunaai nashaa chhaa gaya
(mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya) - 3

hey......
dham dham dhol bajaane do, aaj khushi mein gaane do
madhoshi badh jaane do
jhoom jhoom ke aaja jhoom jhoom ke
jo socha vo paaya, lo manzil pe aaya bhatakta hua raasta...
mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya..
mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya.. mazaa aa gaya...
(mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya) - 2
khabar kya sunaai, nashaa chhaa gaya
mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya

desh mein naam kamaayega, phir foreign bhi jaayega
london australlia mein jaakar, sabki band bajaayega
mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya..
mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya.. mazaa aa gaya...
(mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya) - 2
khabar kya sunaai, nashaa chhaa gaya
mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya

kab se yeh armaan tha.., dil mein toofaan tha..
ab saari duniyaa jaanegi, kal tak anjaan tha...
teri duaa daata, teri duaa daata sach hogaya sapna tera
jahaan jaaoonga naam kar jaaoonga
mere daata yeh vaada rahaa..
mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya..
mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya.. mazaa aa gaya...
(mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya) - 2
khabar kya sunaai, nashaa chhaa gaya
mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya

sapna sachchaa hogaya, hogaya hogaya
sab kuch achchhaa hogaya, hogaya hogaya
indian cricket team mein, apna bachchaa hogaya
(hogaya hogaya hogaya hogaya hogaya hogaya, hogaya...) - 2
(mazaa aa gaya re, mazaa aa gaya) - 6




Comments
Add New RSS
Write comment
Name:
Email:
 
Title:
:D:):(:0:shock::confused:8):lol::x:P:oops::cry:
:evil::twisted::roll::wink::!::?::idea::arrow:
Please input the anti-spam code that you can read in the image.

3.26 Copyright (C) 2008 Compojoom.com / Copyright (C) 2007 Alain Georgette / Copyright (C) 2006 Frantisek Hliva. All rights reserved."

 

wedge-seasonal
Follow us on Twitter