You are here: Home > The Stoneman Murders > Qaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re

navrasas

   Search Movie Lyrics :   A     B     C     D     E     F     G     H     I     J     K     L     M     N     O     P     Q     R     S     T     U     V     W     X     Y     Z     #       

      Request for Lyrics
      Submit Your Lyrics

Search this site :

Custom Search

Qaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re Song lyrics


Bookmark and Share

Music Director : Siddharth, Suhas

Singer: Sunidhi Chauhan

Lyrics : Kumaar


Qaatilaana

Qaatilaana

(qaatilaana hai julfon ke naag re
qaatilaana hai akhiyon ki aag re
jara bachake tu rehana, hai yeh aashiko ka kehana
maine lute hajaaron yaar re) - (2)
qaatilaana o o, qaatilaana aah aah
qaatilaana o o, qaatilaana

jalwe kataar meri, tej inaki dhaar hai
dil ke tukade kar daalungi
jahirile jaam mere aaj teri saans mein
katara katara bhar daalungi
mere honto ke yeh pyaale, sab ki jaan lene waale
maine lute hajaaron yaar re
qaatilaana hai julfon ke naag re
qaatilaana hai akhiyon ki aag re
jara bachake tu rehana, hai yeh aashiko ka kehana
maine lute hajaaron yaar re
qaatilaana o o, qaatilaana aah aah
qaatilaana o o, qaatilaana

nakharon mein naaj yeh mijaaj mere dekhkar
dhadake najarein mehmaano ki
khataron bhari hai mere roop ki ranginiya
sun le duniya deewaano ki
maine sine se nikaale, dil saare tod daale
maine lute hajaaron yaar re
qaatilaana hai julfon ke naag re
qaatilaana hai akhiyon ki aag re
jara bachake tu rehana, hai yeh aashiko ka kehana
maine lute hajaaron yaar re
qaatilaana o o, qaatilaana aah aah
qaatilaana o o, qaatilaana




Comments
Add New RSS
Write comment
Name:
Email:
 
Title:
:D:):(:0:shock::confused:8):lol::x:P:oops::cry:
:evil::twisted::roll::wink::!::?::idea::arrow:
Please input the anti-spam code that you can read in the image.

3.26 Copyright (C) 2008 Compojoom.com / Copyright (C) 2007 Alain Georgette / Copyright (C) 2006 Frantisek Hliva. All rights reserved."

 

wedge-seasonal
Follow us on Twitter