Music Director : Sanjoy Chowdhary
Singer : Kunal Ganjawala & Richa Sharma
Lyricist : Yogesh
pal aaya suhaana
gaao naya taraana
beete hue hi kal mein
khoye ho kahan
dekho na tum mud ke
chhoo lo gagan
tum ud ke
wo wo..
pal aaya suhaana
gaao naya taraana
beete hue hi kal mein
khoye ho kahan
dekho na tum mud ke
chhoo lo gagan
tum ud ke
jeevan ki raah par
chalte rahe kadam
kitni ho mushkile
himmat ye na ho kam
dil mein jo aag hai
bujhne na de use
saahas lagan bina
manzil mili kise
kal ki hai dhara
hey chhoo le kinaara
lehron sa tu ban ke
beh ja yahan
dekho na tum mud ke
chhoo lo gagan
tum ud ke
wo wo..
pal aaya suhaana
gaao naya taraana
beete hue hi kal mein
khoye ho kahan
dekho na tum mud ke
chhoo lo gagan
tum ud ke
jo tere saath hain
jo tere yaar hain
dil se tujhe yahan
karte jo pyaar hain
sukh dukh mein jo tere
shaamil yahan rahe
kar unka shukriya
jab tak ye jaan rahe
hogi to pyaara
de jo bhi sahaara
har koi to aisa hota hai kahan
dekho na tum mud ke
chhoo lo gagan
tum ud ke
wo wo..
pal aaya suhaana
gaao naya taraana
beete hue hi kal mein
khoye ho kahan
dekho na tum mud ke
chhoo lo gagan
tum ud ke
Tags: Pal Aaya Suhaana lyrics Suno na lyrics Kunal Ganjawala Richa Sharma Tara Sharma Dharmendra Gohil Rinku Patel Amy Thanawala Sanjay Choudhry Yogesh
| Deewana Ab Dil Na Maane - Suno Na< Prev | Next >Zindagi Uljhano Se Bhari - Suno Na |
|---|
| Comments |
|
Powered by !JoomlaComment 3.26



