Music Director : Sanjoy Chowdhary
Singer : Shaan
Lyricist : Yogesh
deewana ab dil na maane
ye dekhe sapne suhaane
[deewana ab dil na maane
ye dekhe sapne suhaane
ye tumse hai ab kya chupana
mile tum to maine ye jaana] - 2
[meri dhadkano ne to
har baar tumko pukaara
ke har saans ab naam
lene lagi hai tumhara] - 2
deewana ab dil na maane
ye dekhe sapne suhaane
ye tumse hai ab kya chupana
mile tum to maine ye jaana
haan ye mausan jawan ye nazaara
karta hai hamein kuchh ishaara
haan ye mausan jawan ye nazaara
karta hai hamein kuchh ishaara
phir kyun na mil ke kahe raaz dil ke
khabar kya ye manzar na ha kal dobara
phir kyun na mil ke kahe raaz dil ke
khabar kya ye manzar na ha kal dobara
[meri dhadkano ne to
har baar tumko pukaara
ke har saans ab naam
lene lagi hai tumhara] - 2
deewana ab dil na maane
ye dekhe sapne suhaane
ye tumse hai ab kya chhupana
mile tum to maine ye jaana
main raahi tu hai sitaara
main kashti tu hai kinaara
main raahi tu hai sitaara
main kashti tu hai kinaara
[hoon kashmkash mein
nahi mere bas mein
mera dil sulagta hai
jaise sharaara] - 2
[meri dhadkano ne to
har baar tumko pukaara
ke har saans ab naam
lene lagi hai tumhara] - 2
deewana ab dil na maane
ye dekhe sapne suhaane
ye tumse hai ab kya chhupana
mile tum to maine ye jaana
[meri dhadkano ne to
har baar tumko pukaara
ke har saans ab naam
lene lagi hai tumhara] - 2
Tags: Deewana Ab Dil Na Maane lyrics Suno na lyrics Shubha Rege Tara Sharma Dharmendra Gohil Rinku Patel Amy Thanawala Sanjay Choudhry Yogesh
| Girls Rock The World - Suno Na< Prev | Next >Pal Aaya Suhaana - Suno Na |
|---|
| Comments |
|
Powered by !JoomlaComment 3.26



