Music Director(s) : Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Singer(s) : Alka Yagnik, Sonu Nigam
Lyricist : Javed Akhtar
Kal nau baje, tum chand dekhna,
Main bhi dekhunga,
Aur yoon donon ki nigaahein,
chand par mil jaayengi,
Kal nau baje, tum chand dekhna,
main bhi dekhungi,
Aur yoon donon ki nigaahein,
chand par mil jaayengi
Kal nau baje...
kaun keh sakta hai,
kel main hoon kahan, tum ho kahan...
Kaun keh sakta hai, kal main hoon kahan,
tum ho kahan...
Chand lekin nikal aayega yahan aur wahan,
Chand is shehra ko aaina dikha hi dega,
Chahti hoon main tumhein,
chand gawahi dega...
kal nau baje, tum chand dekhna,
Main bhi dekhungi,
Aur yoon donon ki nigaahein,
Chand par mil jaayengi
Kal nau baje...
Tum mere saath ho tho
Chain se yeh mere tan man hai
Tum mere saath ho tho
Chain se yeh mere tan man hai
Tum mere saath ho tho
Rahe sabhi roshan hai
Tum na hoge tho andhera yahan chayega
Tum na ghabrana ke phir
Chand nikal aayega
Kal Nau Baje...
Kal nau baje, tum chand dekhna,
main bhi dekhungi,
Aur yoon donon ki nigaahein,
chand par mil jaayengi
Kal nau baje...
Kal Nau Baje, tum chand dekhna
Tum chand dekhna
Kal Nau baje, hey la la la
Tum chand dekhna
Main bhi dekhugi
Aur yoon dono ki nighaein
Chand par mil gayeingi
Tags: Kal Nau Baje Lyrics Short Kut Lyrics Short Kut the con is on lyrics Akshaye Khanna Arshad Warsi Amrita Rao Simi Garewal Sanjay Dutt Anil Kapoor Chunky Pandey Ali Asgar Haider Ali Siddharth Randeria Neeraj Vora Roshan Andrews Shankar Mahadevan Ehsaan Noorani Loy Mendonca Javed Akhtar Alka Yagnik Sonu Nigam
| Kyun Hota Hai Dil Deewana - Short Kut< Prev | Next >Mareeze Mohabbat - Short kut |
|---|
| Comments |
|
Powered by !JoomlaComment 3.26



