You are here: Home > Short Kut (The Con is On) > Kyun Hota Hai Dil Deewana

navrasas

   Search Movie Lyrics :   A     B     C     D     E     F     G     H     I     J     K     L     M     N     O     P     Q     R     S     T     U     V     W     X     Y     Z     #       

      Request for Lyrics
      Submit Your Lyrics

Search this site :

Custom Search

Kyun Hota Hai Dil Deewana - Short Kut


Bookmark and Share
( 1 Vote )

Music Director(s) : Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Singer(s) : Shreya Ghoshal, Javed Ali
Lyricist : Javed Akhtar


Pal pal koi paagalpan kyun hota hai
San san yeh tan dhak dhak mann kyun hota hai
Ho, pal pal koi paagalpan kyun hota hai
Haan, san san yeh tan dhak dhak mann kyun hota hai,
Kyun rang naye lagte gain,
kyun dhang naye lagte hain...
Kyun aise mehak jaate hain,
kyun ang naye lagte hain...

koi yeh na jaana,
kyun hota hai dil deewana...
kyun hota hai dil deewana,
koi yeh na jaana

Kyun jaagti aankhon mein bhi
khwaab aate hain
kyun main gaaun to yeh
pattharbhi gaate hain...

Kyun lagte hain ujale ujale, yeh din saare,
kyun shaam ko dil mein deepak
se jal jaate hain...
Kyun raat pighal jaati hai,
kyun koi ghata chhati hai...
kyun dil karta hai tamanna,
kyun neend nahi aati hai...

Koi yeh na jaana,
kyun hota hai dil deewana...
kyun hota hai dil deewana,
koi yeh na jaana...

Kyun honto pe ek naam hamesha rehta hai
Kyun sach lagtha hai sab woh jo bhi kehta hai
Kyun aarmano ki barish si hoti hai
Kyun sapno ka ek dariya sa behta hai
Kyun chal behak jathe hai
Kyun saans lekh jathi hai
Kyun jal uthe hai tan mann
Kyun aaj dehak jathi hai..

Koi yeh na jaana,
kyun hota hai dil deewana...
kyun hota hai dil deewana,
koi yeh na jaana...

Pal pal koi paagalpan kyun hota hai
San san yeh tan dhak dhak mann kyun hota hai
Kyun rang naye lagte gain,
kyun dhang naye lagte hain...
Kyun aise mehak jaate hain,
kyun ang naye lagte hain...

[koi yeh na jaana,
kyun hota hai dil deewana...
kyun hota hai dil deewana,
koi yeh na jaana] - 2




Comments
Add New RSS
sapna   |2009-08-12 16:23:23
kyun sach lagta hain jo voh bhi kehta hain....

kyun kyun kyun....koi ye
nah jana ....
sapna  - love   |2009-08-12 16:05:09
hahahahahhahah.....fantastic jeeeeeee
Write comment
Name:
Email:
 
Title:
:D:):(:0:shock::confused:8):lol::x:P:oops::cry:
:evil::twisted::roll::wink::!::?::idea::arrow:
Please input the anti-spam code that you can read in the image.

3.26 Copyright (C) 2008 Compojoom.com / Copyright (C) 2007 Alain Georgette / Copyright (C) 2006 Frantisek Hliva. All rights reserved."

 

wedge-seasonal
Follow us on Twitter