Music Director : Shamir Tandon
Singer : KK
Lyricist : Shabbir Ahmed
[Teri yaadein lekhe dil mein chal pada
Neend ulji hai kyun meri ankhon mein] - 2
Kya pata kadham jaye kaha, kaha manzil meri
kaha mera raasatha, wo hu wo ooo..
wo hu wo ooo, wo hu wo ooo, wo ho ho ooo
Teri yaadein lekhe dil mein chal pada
Neend ulji hai kyun meri ankhon mein
khwaahishat ka khila hai mausam
karni hai tujhe se dil ki baatein
shabnami subha ke jaise aao,
ek duje mein hum bithaye raatein
dhoop mai rahun mein tera saaya
oh... ho juda khabi na yaar hum
Teri yaadein lekhe dil mein chal pada
Neend ulji hai kyun meri ankhon mein
Chaand khwaab ki jheelon mein uthre
roshini mein hum bheeg jaye
iltefaat ki ye maujhe doonde
doobe aise ke nazar na aaye
khwaab par likhu mein naam tumhara
ho saans tute na tute kasam
Teri yaadein lekhe dil mein chal pada
Neend ulji hai kyun meri ankhon mein
Kya pata kadham jaye kaha, kaha manzil meri
kaha mera raasatha, wo hu wo ooo..
wo hu wo ooo, wo hu wo ooo, wo ho ho ho..
Teri yaadein lekhe dil mein chal pada
Neend ulji hai kyun meri ankhon mein
Tags: Teri Yaadein lekhe Dil Mein lyrics runway hindi lyrics runway lyrics Amarjeet Tulip Joshi Lucky Ali Deepal Shaw Shart Saxena Rauf Lala Shabbir Ahmed Shamir Tandon Suniel Tiwari Praful Tiwari Sunidhi Chauhan Mustafa Zahid kk shaan
| Roshan Dil Ka Jahan - Runway< Prev | Next >Khuda ke liye - Runway |
|---|



