Music Director : Kartik Shah
Singers : Mansi Bhardwaj & Arman Malik
Lyricist : Subrat Sinha
maafi kya maangu main ye to hai patthar ki moorat
kehti ho bhagwaan jise wo hai bandar ki soorat
haaye haaye haaye Bajrang Bali
ye ladka hai nadaan isko karna tum kshama
ye tumse hai anjaan
chali kahan tu apne maarut se aise muh mod ke
aisi baatein karti ho to jaati hoon main chhod ke
accha to samjha de mujh ko kya tere hanumaan hain
kuchh na samjhega tere to man mein hi shaitaan hai
aisa kya hanuman mein hai jo tu is ko maane
baatein aisi karti hai tu jaise is ko jaane
bal buddhi vidya ke jitne gun hai in mein saare
mere sukh dukh ke saathi hain bajrangi pyaare
waise to main bhi aisa hoon phir ye kyun bhagwaan hain
kuchh na samjhega tere to man mein hi shaitaan hai
sach much mein hai agar kahin to saamne aa jaaye
apni chhoti se chamchi ka maan ye rakh jaaye
## aye chamchi kise bola ##
ho main to dost hoon hanumaan ki
chup ho warna dilwa doongi saza tujhe apmaan ki
aise dhamkaati ho jaise koi pehelwaan hai
kuchh na samjhega tere to man mein hi shaitaan hai
ramayan maine dekhi hai us ke hero raam hain
tere bajrangi ka raam seva hi bas kaam hai
theek hi samjha hai maine tu sach mein hi nadaan hai
are raam chuka na paaye bajrangi ka wo ehsaan hai
kya hua khoyi kahan ab teri ye zubaan hai
lagta hai ab samjha tu kya mere hanumaan hain
Tags: Maafi Kya Maangu Main lyrics Chandrachur Singh Ritika Shrivastava Erik A. Nanda Sushmita Mukherjee Bundela Murli Sharma Vindu Dara Singh and Shahbazz Khan Kailash Kher Kay Kay Hariharan Shreya Ghoshal and Chandrachur Singh
| Jiya Re Jiya Re Bata Re - Maruti Mera Dosst< Prev | Next >Aayegi Nindiya - Maruti Mera Dosst |
|---|
| Comments |
|
Powered by !JoomlaComment 3.26



