Music Director : Pritam Chakraborty
Singer(s) : Mohit Chauhan
Lyricist(s) : Irshad Kamil
ye dooriyan..
ye dooriyan..
ye dooriyan
in raahon ki dooriyaan
nigahon ki dooriyaan
humrahon ki dooriyaan
fanaa ho sabhi dooriyan
kyun koi paas hai door hai
kyun koi jaane na koi yahan pe
aa raha paas ya door main ja raha
jaanu na main hoon kahan pe
ye dooriyan
in raahon ki dooriyaan
nigahon ki dooriyaan
humrahon ki dooriyaan
fanaa ho sabhi dooriyan
ye dooriyan..
ye dooriyan..
ye dooriyan..
kabhi hua ye bhi khaali raahon pe bhi
tu tha mere saath
kabhi tujhe mil ke lauta mera dil ye
khaali khaali haath
ye bhi hua kabhi jaise hua abhi
tujh ko sabhi mein pa liya
tera mujhe
kar jaati hain dooriyan
sataati hain dooriyan
tarsaati hain dooriyan
fanaa ho sabhi dooriyan
kaha bhi na maine nahi jeena maine
tu jo na mila
tujhe bhoole se bhi bola na main
ye bhi chahoon faasla
bas faasla rahe
ban ke kasak jo kahe
ho aur chahat ye jawan
teri meri
mit jaani hain dooriyaan
begaani hain dooriyan
hat jaani hain dooriyan
fanaa ho sabhi dooriyaan...
kyun koi paas hai door hai
kyun koi jaane na koi yahan pe
aa raha paas ya door main ja raha
jaanu na main hoon kahan pe
ye dooriyan..
in raahon ki dooriyaan
nigahon ki dooriyaan
humrahon ki dooriyaan
fanaa ho sabhi dooriyan
ye dooriyaan..
ye dooriyaan..
ye dooriyaan..
Tags: Dooriyan lyrics Love aaj kal lyrics Saif Ali Khan Deepika Padukone Neetu Singh Rishi Kapoor Rahul Khanna Vir Das Pritam Chakraborty Imtiaz Ali Irshad Kamil Mohit Chauhan
| Kadi te hass bol ve (Aahun Aahun)- Love Aaj Kal< Prev | Next >Ajj Din Chadheye - Love Aaj Kal |
|---|
| Comments |
|
|
|||||||||||
|
|||||||||||
|
|||||||||||
|
|||||||||||
|
|||||||||||
|
|||||||||||
|
|||||||||||
|
|||||||||||
|
|||||||||||
|
|||||||||||
|
|||||||||||
|
|||||||||||
|
|||||||||||
|
|||||||||||
|
|||||||||||
|
|||||||||||
|
|||||||||||
Powered by !JoomlaComment 3.26




