Muisc Director : Daboo Malik
Singers : Shaan & Daboo Malik
Lyrics : Shabbir Ahmed
Kisse pyaar karoon o ya ya ya - 4
Yeh bhi haseen hai, woh bhi jawaan hai
Yeh dilnashi hai, woh dilruba hai, kisako bulaau yahaan
Kisse pyaar karoon o ya ya ya - 4
[jaha bhi dekhu nasha hi nasha hai
jidhar bhi dekhu ada hi ada hai] - 2
yeh madhoshiya, yeh betaabiya
sine mein uthane lagi garmiya
ja ke bujhaau kaha o ya ya ya
kisase pyaar karu o ya ya ya - 4
hi i am a model,
i am an actress
i am pop star,
i am nothing
well i'm too sexy baby
[kambakht yeh dil machal jaayega
kamina yeh ishq badal jaayega] - 2
nikamma na kar de yeh badnaam dil
ghadi do ghadi ke liye aake mil
tu hai haseen mai jawaan
kisase pyaar karu o ya ya ya - 4
yeh bhi haseen hai, woh bhi jawaan hai
yeh dilnashi hai, woh dilruba hai, kisako bulaau yahaan
kisase pyaar karu o ya ya ya - 4
| Next >Sanam Sanam song lyrics |
|---|



