Music Director : Salim, Sulaiman
Singers : Mohit Chauhan, Neha Bhasin
Lyricist : Irfan Siddique
[kuchh khaas hai kuchh paas hai
kuchh ajnabi ehsaas hai
kuchh duriyan nazdikiyan
kuchh hans padi tanhaayiyaan
kya yeh khumaar hai, kya aitbaar hai
shaayad yeh pyaar hai, pyaar hai shaayad
kya yeh bahaar hai, kya intezar hai
shaayad yeh pyaar hai, pyaar hai shaayad] - 2
kuchh saanz hai jaage se jo the soye
alfaaz hai chup se nashe mein khoye
nazar hi samjhe yeh guftugu saari
koyi aarzoo mein hai angadaayi ye pyaari
kya yeh khumaar hai, kya aitbaar hai
shaayad yeh pyaar hai, pyaar hai shaayad
na inkaar hai, na ikraar hai
shaayad yeh pyaar hai, pyaar hai shaayad
kehna hi kya tera dakhal na koyi
dil ko dikha dil ki shakal ka koyi
dil se bhi meri ek sharth yeh aisi
laage jeet si mujhako yeh haar hai kaisi
kyun yeh pukaar hai, bekaraar hai
shaayad yeh pyaar hai, pyaar hai shaayad
jaadu sawaar hai, na ikhtiyaar hai
shaayad yeh pyaar hai, pyaar hai shaayad
pyaar hai shaayad
kuchh khaas hai kuchh paas hai
kuchh ajanabi ehsaas hai
pyaar hai shaayad, pyaar hai shaayad yahi
Tags: Kuch Khaas lyrics fashion lyrics Priyanka Chopra Kangana Ranaut Mugdha Godse Samir Soni Arbaaz Khan Arjan Bajwa Madhur Bhandarkar Salim Sulaiman
| Mar Jawaan - Fashion (2008)< Prev | Next >Aashiyana - Fashion (2008) |
|---|
| Comments |
|
Powered by !JoomlaComment 3.26



