Music Director : Salim, Sulaiman
Singers : Sukhwinder Singh, Satya Hinduja, Robert 'Bob' Omulo
Lyricist: Sandeep Nath
jalwa jalwa jalwa.......
jismon ka hai yeh jalwa,
kismon ka hai yeh jalwa
shoharat bhi de yeh jalwa,
maksad bhi de yeh jalwa
dilkash lage yeh jalwa,
mehkash lage yeh jalwa
nasha hi nasha yeh jalwa
maza hi maza...
nasha hi nasha...
jalwa
aag si rawaaniya...
leti hai angadaayiya...
yeh jala de dilon mein chingaariya
[yeh jalwa
yeh jalwa
fashion ka hai yeh jalwa] - 4
hai ada ka nazaraana
har jubaan ka afsaana
har kisi pe cha jaana
haan yeh jalwa, haan yeh jalwa
karde sabko mastaana
hai jamaana deewaana
din mein taarein dikhalaana
haan yeh jalwa, haan yeh jalwa
aag si rawaaniya,
leti hai angadaayiya
yeh jala de dilon mein chingaariya
[yeh jalwa
yeh jalwa
fashion ka hai yeh jalwa] - 4
issne sabko bharmaaya,
hai ajab isski maaya
koyi bhi bach na paaya
haan yeh jalwa, haan yeh jalwa
aasmaan dikhlaaya,
zameen pe bhi le aaya
kya na issne karwaaya
haan yeh jalwa, haan yeh jalwa
aag si rawaaniya,
leti hai angadaayiya
yeh jala de dilon mein chingaariya
[yeh jalwa
yeh jalwa
fashion ka hai yeh jalwa] - 4
Tags: Fashion Ka Jalwa lyrics fashion lyrics Priyanka Chopra Kangana Ranaut Mugdha Godse Samir Soni Arbaaz Khan Arjan Bajwa Madhur Bhandarkar Salim Sulaiman
| Next >Mar Jawaan - Fashion (2008) |
|---|
| Comments |
|
Powered by !JoomlaComment 3.26




