Music Director : Rajat Dholakia, Piyush Kanojia
Singer : Sonu Kakkad
Lyrics : Panchhi Jalonvi
Saari Hasrat nikaal dete hain
Behaki tabiyat sambhal dete hain
Hum Adaaon ke baankpan se yun
Dil ko pal me uchhal dete hain.. Aah!
Ho Ho Ho Ho
[Meri Har Ada ke Charchey ab Aam ho gaye hain
Jitne bhi manchaley they ab Ghulaam ho gaye hain ].....2
Saarey Shahar me hum to
Saarey Shahar me hum to badnaam ho gaye hain
Ho Ho Ho Ho
Meri Har Ada ke Charchey ab Aam ho gaye hain
Jitne bhi manchaley they ab Ghulaam ho gaye hain
Saarey Shahar me hum to
Saarey Shahar me hum to badnaam ho gaye hain
Ho Ho Ho Ho
Aai Jawani jabse hairan ho gaye hain
Sabke dilon ki jaise hum jaan ho gaye hain
Kis kis ko dil me apne basaoon
Tauba ye kaise main yauvan chupaaon
Sabhi jawaan mere Inaam ho gaye hain
Sar pe humare kitne ilzaam ho gaye hain
Saarey Shahar me hum to
Saarey Shahar me hum to badnaam ho gaye hain
Ho Ho Ho Ho
Sab mere bholepan pe Qurbaan ho rehe hain
hai.. Raaton ka chain Din ka Qaraar kho rahe hain
Har koi mujhpe dil se fidaa hai
Chahat ka meri sabko nasha hai
Baali Umar me kitne ilzaam ho gaye hain
Aashiq sabhi humare haay Raam ho gaye hain
Saarey Shahar me hum to
Saarey Shahar me hum to badnaam ho gaye hain
Ho Ho Ho Ho
Meri Har Ada ke Charchey ab Aam ho gaye hain
Jitne bhi manchaley they ab Ghulaam ho gaye hain
Saarey Shahar me hum to
Saarey Shahar me hum to badnaam ho gaye hain
Ho Ho Ho Ho
| Jaana Jaana Lyrics< Prev |
|---|
| Comments |
|



