Music Director: Bappi Lahiri
Singers : Suresh Wadkar, Usha Mangeshkar
Lyrics: Anjaan
Goro ki na kalo ki duniya hain dilwalo ki
ha goro ki na kalo ki duniya hain dilwalo ki
haske jiye haske mare hum jaise dilwalo ki
Ho Oh.. goro ki na kalo ki duniya hain dilwalo ki
(gali gali main geet humare gunje subaho sham
hum geeto ke saudagar hain yahi humara kaam) - 2
na sona na chandi, geeto se humko pyar - 2
goro ki na kalo ki duniya hain dilwalo ki - 2
(ha jeena hain din char yahan khush hoke jee le yaar
karna hai kutch agar tujhe jee bhar ke karle pyar) -2
kya tera kya mera bhoola de mere yaar - 2
goro ki na kalo ki duniya hain dilwalo ki
haske jiye haske mare hum jaise dilwalo ki
ho oh.. goro ki na kalo ki duniya hain dilwalo ki
goro ki na kalo ki duniya hain dilwalo ki
| Ae Oh Aa Zara Mudke - Disco Dancer< Prev | Next >Goro Ki Na Kalo Ki (Sad) - Disco Dancer |
|---|



