Music Director(s) : Shanakar-Ehsaan-Loy
Singer(s): Shaan, Kavita Krishnamurthy
Lyrics : Javed Akhtar
jisse dhoondta hu main har kahi
jo kabhi mili mujhe hai nahi
mujhe jiske pyar par ho yakin
woh ladki hai kaha
jisse sirf mujhse hi pyar ho
jo yeh kehne ko bhi taiyyar ho
suno tum hi mere dildar ho
woh ladki hai kaha
jo tumhare khwabon mein hain basi
woh hasin murti pyar ki
milegi tumhe kabhi naa kabhi
zara dekho yahan wahan
chalo dhoondte hain hum tum kahi
woh pari woh hur woh naazneen
jisse dekho toh kaho tum wahi
arey yeh toh hain yaha
janey kyun khayal aaya mujhe
ke woh ladki kahi tum toh nahi
tum mein hain woh sari khubiyaan
tha jinko dhoondata main har kahin
tumhe dhoka lagta hai ho gaya
mujhe hain samajh liya janey kya
naa main hu pari naa main apsara
karo tum naa yeh ghumaan
jisse dhoondata hu mai har kahi
jo kabhi mili mujhe hai nahi
mujhe jiske pyar par ho yakin
woh ladki hai kaha
maan lo agar main yeh kahoon
ke mere khwaboon mein tum hi toh ho
jaan lo mera armaan hai
ke mere saath hi ab tum raho
mujhe tumne kya yeh samjha diya
mera dil ko jaise dhadka diya
mere tan badan ko pighladiya
woh sunaaye dastaan
jisse dhoondta hu mai har kahi
jo kabhi mili mujhe hai nahi
mujhe jiske pyar par ho yakin
[woh ladki hai kaha
woh ladki hai yaha] - 4
Tags: Woh Ladki Hai Kahan lyrics dil chahta hai lyrics Aamir Khan Preity Zinta Saif Ali Khan Sonali Kulkarni Akshaye Khanna Dimple Kapadiya Shanakar Ehsaan Loy Shaan Kavita Krishnamurthy Javed Akhtar Farhan Akhtar
| Jaane Kyun - Dil Chahta Hai< Prev | Next >Kaisi Hai Rut - Dil Chahta Hai |
|---|
| Comments |
|
Powered by !JoomlaComment 3.26



