Music Director(s) : Bapi - Tutul
Singer(s): Vickeey, b.Joshi, Shweta Pandit
Lyricist : Prashant Pandey
khoobsurat hai dekho yeh jahaan
khuboosrat nasheela yeh sama
dekho zara toh khoobsurat suhaana raasta
dekho zara toh khoobsurat fiza pe main fida
na jaane kya huwa dil mera kho gaya
milega kise kya pata
na jaane kahaan gum hai
yeh thoda gumsum hai
yeh kisaki khata hai bata zara toh
khoobsurat tumhi se hai jahaan
dekho zara toh
khoobsurat tumhaari har ada
dekho zara toh khoobsurat
yun tujhsa hai kahaan
dekho zara toh khoobsurati
pe teri main fida
aahista aahista jaadu chala toh
aankhon se chhalkega banake nasha
masruf rehta hai tere khayaalo mein
marane ki bhi isako fursat kahaan
majboor hai dil na isko pata hai
junoon ki yeh manzil le jaaye kahaan
jaaye kahaan
khoobsurat hai dekho yeh jahaan
khoobsurat nasheela yeh sama
dekho zara toh khoobsurat
yuun tujhasa hai kahaan
dekho zara toh khoobsurati
pe teri main fida
dekho zara dil ki jaan se utha hai
ye dhunwa kaha se, kaha se utha hai
kaha se utha hai
jis haal mein hoga dil khush rahega
na ghum hoga hamako, na dil ko gila hai
na dil ko gila hai
na jaane kisko zamaane mein dekha
milega muqaddar mohabbat ka
dekho zara, dekho zara
khoobsurat hai dekho yeh jahaan
khoobsurat nasheela yeh sama
Tags: Khoobsurat song Khoobsurat Lyrics agyaat agyaat songs Agyaat lyrics Ram Gopal Varma Nisha Kothari Nitin Reddy Ravi Kale Ishrat Ali Kali Prasad Mukherjee Shweta Pandit Prashant Pandey
| Kiss U Day And Night - Agyaat (2009)< Prev | Next >Sunsakte Ho - Agyaat (2009) |
|---|
| Comments |
|
Powered by !JoomlaComment 3.26



