Music : Salim Sulaiman
Singer : Mohit Chauhan, Tulsi Kumar
Lyrics : Irfan Siddiqui
haafiz khuda
iss ishq ka pyaar ka
haafiz khuda
ab har jagah hai wafaa
aankhon mein jo tasveer hai
mere khwaabo ki taabeer hai
aankhon mein jo tasveer hai
mere khwaabo ki taabeer hai
haafiz khuda
iss ishq ka pyaar ka
haafiz khuda
ab har jagah hai wafaa
mujhko pata ab chal gaya
ke kitni rangeen hai kismat meri
darr tha magar ab hai khabar
ke hai yeh chahat salamat meri
haafiz khuda haafiz khuda
badi pyaari si hai meri dua
hai masoom sa haan yeh dil bada
jo bhi isne chahatha woh mil gaya
haafiz khuda
iss ishq ka pyaar ka
haafiz khuda
ab har jagah hai wafaa
aankhon mein jo tasveer hai
mere khwaabo ki taabeer hai
aankhon mein jo tasveer hai
mere khwaabo ki taabeer hai
haafiz khuda
iss ishq ka pyaar ka
haafiz khuda
ab har jagah hai wafaa
| Nazaara Hai Song Lyrics< Prev | Next >Aaja Maahi Song Lyrics |
|---|



